Thursday 25 August 2011

aadat

Saans lena bhi kaisi aadat hai?
jeeye jana bhi kya rawayat hai?
koi aahat nahi badan me kahin
koi saaya nahi aankhon me
paon be-his hain chalte jaate hain
ek safar hai jo bahut rehta hai
kitne barson se kitni sadiyon se
jiye jaate hain, jiye jaate hain
Aadaten bhi ajeeb hoti hain!  Gulzar

No comments:

Post a Comment

Khutbah al Muniqa : Hazrat Ali's Sermon Without Alif'

 Alif in eastern philosophy stands for Oneness, it is the first letter and the most important letter arguably.  Tashayyo Video Link: https:/...