Monday 16 April 2012

masrufiyat

Hum kuch nahi karke bhi bahut masroof rehte hain,
hai sachchi baat par kehte mukarte hain!
kuch yun hai ke zindagi to chalti rehti hai,
magar kuch khwab hain jo humse bichharte hain!
waqt ka kaam guzarna hai, guzarta hi hai,
dil ke phir bhi  kahan kuch arman nikalte hain!
pairon ke nishan naram reth par,
zehen ke parde par lamhe phisalte hain!

No comments:

Post a Comment

Khutbah al Muniqa : Hazrat Ali's Sermon Without Alif'

 Alif in eastern philosophy stands for Oneness, it is the first letter and the most important letter arguably.  Tashayyo Video Link: https:/...