Ant se ant tak phele
Aasman ki chadar tale
Andheri be-chand raaton me
Soch ki zameen par
Jab bahut duur nikal jayen
Jawabo ke
Sawalo ko talashte
Uljhe uljhe khayalo ko
Ungliyon ki kanghi se suljhate..
Aur maddham si roshni me
Ek saaya
Soch ki sarhad se nikal kar
Poochhhe pyaar se
Haal hamara..
Kya kahein
Bekhudi ki hadd thi
Saaya tha
Ya phir
Aks mera!!
Aasman ki chadar tale
Andheri be-chand raaton me
Soch ki zameen par
Jab bahut duur nikal jayen
Jawabo ke
Sawalo ko talashte
Uljhe uljhe khayalo ko
Ungliyon ki kanghi se suljhate..
Aur maddham si roshni me
Ek saaya
Soch ki sarhad se nikal kar
Poochhhe pyaar se
Haal hamara..
Kya kahein
Bekhudi ki hadd thi
Saaya tha
Ya phir
Aks mera!!
bahut khoob
ReplyDelete